Pyar Karte Ho Mujhse To Izhaar Kar Do,
Apni Mohabbat Ka Zikr Aaj Sare Aam Kar Do
प्यार करते हो मुझसे तो इज़हार कर दो,
अपनी मोहब्बत का जिक्र आज सरे आम कर दो
बदलना आता नहीं हमें मौसम की तरह,
हर इक रुत में तेरा इंतज़ार करते हैं,
Badalna Nahi Aata Humein Mausam Ki Tarah,
Har Ek Rut Mein Tera Intezaar Karte Hain,